untitled

                     Represented By: Rana Zeeshan Din

       Beautiful Picture:-              Beautiful Album:-

                                                                                         

     Favorite Links:-

bullet Poetry in urdu
bullet Collection of sites
bullet Perfect Choie World

Message #1

Message #2
Chand ki thundak, shabnum kay aansoo, bulbul kay nagmay, chakoori ki tarep, gulaab kaa rung, phoolonh key mehak, koyal key kook, sumander ki gehraai, daryoon ki ravani, mojoon ka josh, kehkasha ki rungini, Subha ka noor aur aftab ki tamazat ko jemaa kiya. takay MAAN ki tekhleeq ki jay

Jab MAA ko KHUDA nay bana liya tuu farishtoon nay arz ki ay Maalik e Doo Jahaan tuu ne is mey apney taraf sey kiya shamil farmaya

Allah Rub Ul Azaat nAy Farmaya!!!

MOHABBAT

 

Woh to kab say aap say dosti kayliay baychain hai. Aap dosti kayliay tayyaar hein? To phir uthiay, aur aaj hi us say dosti kar lein Naam pata maaloom hai? Masjid ki kisi almaari mein rakha hoga, ghar kay kisi taaq par rakha hoga. Us ka naam Qur'an hai. Yeh Yeh tamaam khoobiyaan Qur'an mein hein. Aaj hi usay dost bana lein. Yaad rahay woh apni baat manwaanay ki shart zaroor lagaata hai. Aap us ki baat maanein, woh aap ko kaamyaab kar dayga. "Allah I love you and I need you, Please come into my heart" Pass this message to 7 people except u and me. You will receive a miracle tomorrow...... Don't ignore and Allah will bless you. May Allah Reward Those Who Copy & Spread This Dua .........

By the     Rana Zeeshan Din 

 

 

 

Powered: by Rana Zeeshan